Jaane tu meri kya thi....Jaane tu meri kya hain....
It's not a blog....it's a feeling.....jiske paas yeh feelings jaani hain wahan pahunchane me madad Karega yeh blog....Is blog me likhe har shabd Teri Yaad mein hain, har meri khwaish khuda se Teri fariyaad mein hain.... Chahath na kum thi tujhse pehle na aaj kum hain aur na hi kum hogi kabhie.... darmiyaan, dooriyan yeh faasle chahe kitne bhi tu bada le mujhse Teri dhadkan ki awaaz teri saanson ki siskiyaan mere dil mein gunjti rahegi..... Inkaar na mujhe kar payegi aur na ikraar ka phir waada karogi.....tanhai mein jee rahi ho aur mujhe bhi tanha kar rahi ho.....koi gila shikva nahi hai aaj Bhi tujhse na khuda ki khudai pe....mere hi pyaar mein kuch kami hai jo manjil tak na pahunch paayi......tere naam lene mein dil ki dhadkan se, saanson se to ek kadam aage hi tha par is duniya ki raftaar se ek kadam peeche reh Gaya......bus farak itna hai ki tu ise duniya samajti hain aur mein tujhe apni duniya...... Teri masumiyat ki khata hai jo yeh deewaana huwa.... Main hoon mu...